Tuning: Standard (E A D G B E) Verse: Em C Hum cheez hain bade kaam ki, Yaaram Em C Hamein kaam pe rakh lo kabhi, yaaram Em C Hum cheez hain bade kaam ki, yaaram Em C D Ho sooraj se pehle jag aayenge C C Aur akhbar ki sab surkhiyan Am D Hum gungunaenge Em C D Pesh karenge garm chaye phir bhi C C Koyi khabar aaye na pasand to Am D End badal denge
Am Am Ho munh khuli jamhayi par Em D Hum bajayein chutkiyan Am Dhoop na tumko lage F Em D Khol denge chhatariyan Em C Pichhe pichhe din bhar ghar C Em D Daftar mein leke chalenge hum Em G Tumhari filen, tumhari diary Em G Gaadi ki chabhiyan, tumhari ainaken Em G Tumhara laptop, tumhari cap C G Em Aur apna dil, kanwara dil Em Bm C Pyar mein hara bechara dil G Em Aur apna dil, kanwara dil Em Bm G D Em Pyar mein hara bechara dil..... Verse: Em C Yeh kehne mein kuchh risk hai yaaram Em C Naraz na ho ishq hai yaaram G C Bm Ho raat sawere, sham ya dopahari C Band aankhon mein C Am D Leke tumhein oongha karenge hum Em C D Takiye chadar mehke rehte hain C C Jo tum gaye tumhari khushbu Am D Soongha karenge hum Am F Em D Zulf mein fansi huyi khol denge baaliyan Am Kaan khinch jaaye agar Am F Em D Kha lein meethi gaaliyan Em Chalte chalein pairon ke nishan C E D Ke un par aur na paanv padein Em G Tumhari dhadkanein, tumhara dil sune Em G Tumhari saans sune, lagi kanpkanpi Em G C Haan ghajre bune, Joohi Mogra to kabhi dil G Em Em Bm C Hamara dil, pyar mein hara bechara dil G Em Em Hamara dil, Bechara dil Em Bm G D Em Pyaar mein hara bechara dil......