Suggested Pattern: DU,DU,DU,DU INTRO: Bb Gm Eb F x2 VERSE: Bb Gm Dabi dabi si hansi honthon pe phansi hai Eb F Gudgudi kar rahi hawa Bb Gm Oo.. halla macha rahi hai pagal si khwaishein Eb F Khushiyon ki mili hai wajah CHORUS x2: Bb Kuch hai junoon sa Gm Kuch paagalpan hai Eb F Sau baatein karta ye buddhu sa mann hai
INSTRUMENTAL: Bb Gm Eb F x2 VERSE: Bb Gm Karne de khwaabon ko badmashiyaan Eb F Chalne de nazron ki manmaniyan Bb Gm Dhoondhe chalo kuch thikane naye Eb F Hone de pagli-pagli si nadaaniyaan Bb Hosh mein rehna hai kyun Gm Rehne se hoga kya Eb F Behoshiyon mein hai maza Bb Gm Oo.. bachkaani harkatein jo hoti hain hone de Eb F Khushiyon ki mili hai wajah CHORUS x2: Bb Kuch hai junoon sa Gm Kuch paagalpan hai Eb F Sau baatein karta ye buddhu sa mann hai INSTRUMENTAL: Bb Gm Eb F x2 INSTRUMENTAL: Bb Gm Eb F x2 VERSE: Bb Gm Mausam ne bhi ki hai kuch koshishein Eb F Hone lagi dekho ye baarishien Bb Gm Sar pe chadha hai yeh kaisa asar Eb F Daude raftaar mein dil ki sab dhadkanein Bb Gm Dhun koi chal rahi hai, kaano mein dheeme se Eb F Roshan hai zyada yeh subah Bb Gm Oo.. halchal jo ho rahi hai seene mein hone de Eb F Khushiyon ki mili hai wajah.. CHORUS x2: Bb Kuch hai junoon sa Gm Kuch paagalpan hai Eb F Sau baatein karta ye buddhu sa mann hai